Assalam o Alaikum
Dosto is daor ka sab se bara aur khatarnak marz angina jisko dard e dil bhi kehte hain is marz me dil ki janib dard uthta he jis ko heart attack yani dil ka dora kehte hain.
Is marz me agar sahi waqt par sahee ilaj na kia jay to yeh intehai jan lewa sabit ho sakta hai.
Is marz mai dil ke valve band ho jate hain jinka ilaj aksar opration hi tajweez kia jata he.
Lekin aj hum apke samne aik aysa ba kamal nuskha lay hain jis ke istemal se In sha Allah is moozi marz se hamesha ke liay nijat mil jay gi
Nuskha
1. Lemon ka ras (Lemon Juice) ......... 1 Cup
2. Adrak (Ginger) ka ras .....................1 Cup
3. Lehsan (Garlic) ka ras .................... 1 Cup
3. Sirka Saib (Apple Cider Vinegar).. 1 Cup
Tarkib Tayari
Tamam Ajza ko dhimi anch per pakain jab jab 1 Cup reh jay Otar kar thanda kar lain.
3 Cup Shehd (Honey) shamil kar ke achi tarah mix kar ke mehfooz kar lain.
Tarika Istemal
3 chamach (3 table spoon) rozana nihar munh khain






No comments:
Post a Comment